Roman script

college ke pahle saal me pahla pahla pyaar hua

college ke pahle saal me pahla pahla pyaar hua

na jaane kab najre mili jaane kab ikrar hua

college ke pahle saal me pahla pahla pyaar hua

na jaane kab najre mili jaane kab ikrar hua

college ke pahle saal me pahla pahla pyaar hua

dil ye kahe ae dilruba

main kuch nahi tere siwa

ab to mujhe lagne laga sara jahan naya naya

tum hi mere humsafar ho tum hi meri jindagi

mil gayi hai tabse hume chahto ki chandani

jabse tera didar hua pahla pahla pyaar hua

college ke pahle saal me pahla pahla pyaar hua

hai shukriya takdir ka jo tum mere apne hue

chalte rahe yu umar bhar ab pyar ke ye silsile

mil gayi hai dono jahan aake teri baaho me

jab se hua pyar hume phul khile raho me

kismat pe aitbaar hua pahla pahla pyaar hua

college ke pahle saal me pahla pahla pyaar hua

pahla pahla pyaar hua pahla pahla pyaar hua

pahla pahla pyaar hua

Explore this song