Roman script

club ho ya pub ho 
whisky ka tub ho 
nashe mein hum sab ho
sohni kudi naal ho
music kamaal ho
full ei dhamaal ho
club ho ya pub ho 
whisky ka tub ho 
nashe mein hum sab ho
sohni kudi naal ho
music kamaal ho
full ee dhamaal ho
phir jo bolein wo karein
ho jaate hain talli
talli ho ke ghumenge
hum to galli galli
ambani jaisa baap ho
leone jaisi saath ho
everybody sing my song 
ambani jaisa baap ho
leone jaisi saath ho
everybody sing my song
club ho ya pub ho 
whisky ka tub ho 
nashe mein hum sab ho
ek botal pee ke ladki 
dikhne lagi mujhe do 
kudi kehndi kudi kehndi..o shit
arey arey arey galat gaa rahe ho 
ye gaana nahi hai wo
par tujhse roka na jaunga main
jo chahun gaunga main
desi khoj mein jaise sanju
dada ban jaunga main 
ambani mera baap nahi 
leone mere saath nahi
par dance floor se hatna mujhko 
aaj saari raat nahi 
aaj saari raat nahi 
khali ho gaya hai peg phir bhar lo 
kudiyan de naal do step kar lo 
bas bar khula rakhna 
demand kyunki zyada hai 
saari raat apna toh 
peene ka irada hai 
yahan wahan sara jahan 
whisky ho flow
everybody sing my song 
club ho ya pub ho 
whisky ka tub ho 
nashe mein hum sab ho
club ho ya pub ho 
whisky ka tub ho 
nashe mein hum sab ho
waari warsi khatan gaya si
khat ke leyanda ghee 
waari waari warsi khatan gaya si
khat ke leyanda ghee
saare nachde ne nachde daaru pee
saare nachde ne nachde daaru pee
saare nachde ne nachde daaru pee

Song details

singer: Sukh E, Bohemia, Ali Quli Mirza