Roman script

shaam teri rukmani palke bichhaye baithi hai

janam janam rahegi teri sapne sajaye baithi hai

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

mayka vayka ab na bhaye hume tumse ho gaya pyar

teri meri meri teri rab ne banayi jodi

teri meri meri teri rab ne banayi jodi

chahunga tujhe hi din raat main

mera jahan tujhse hai waada mera khudse hai

chhod unga kabhi na tera saath main

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

mayka vayka ab na bhaye hume tumse ho gaya pyar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

rang ye mehandi ka tujhko pukare aaja

aa aa ye chudi kangana tujhko pukare aaja

tere bin kaate nahi katte hai din aaja

ghodi chadhke aaja doli lekar aaja

rukmani shaam tera nazre bichhaye baitha hai

janam janam rahega tera sapne sajaye baitha hai

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

mayka vayka ab na bhaye hume tumse ho gaya pyar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

tu jo bole wo ab mujhko hai karna

aa aa hai tere liye hi mera sajna savarna

ab teri baaho me hi mera jeena marna

jab pyar kiya to phir kaahe ka darna

rukmani shaam tera nazre bichhaye baitha hai

janam janam rahega tera sapne sajaye baitha hai

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

mayka vayka ab na bhaye hume tumse ho gaya pyar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar

Explore this song