Roman script

chori chori, chupke se dil me mere chori chori 

aaya kaun dil le gaya, le gaya le gaya 

chupke se dil me mere chori chori 

aaya kaun dil le gaya, le gaya le gaya 

najren se najaren mili sharmaai hai

kya karun, kya karun 

aise ishare huye ghabraai main 

kya karun, kya karun 

mere man hai magan, mera tan hai magan

mujhe lagi hai apne piya ki lagan 

hay chupke se dil me mere chori chori 

aaya kaun dil le gaya, le gaya le gaya 

masti si duniya me aaj 

hay main kho gayi kho gayi 

baaton hi baaton me aaj 

kisi ki main ho gayi ho gayi 

chale mast pawan gale mile gagan 

use aaj mila hai mauka sajan 

hay chupke se dil me chori chori 

aaya kaun dil le gaya, le gaya le gaya

Explore this song