Roman script

chupke se aaye sabke darmiya 

sirf main jaanu tu hai kaha kaha

chupke se aaye sabke darmiya 

sirf main jaanu tu hai kaha kaha

hawa ho surwa geet wo aawaz ho 

narmi garmi aahat ya saaz wo

kyu chhod gaye raste  

kabhi sath chale the jinpe 

hawa ho surwa geet wo aawaz ho 

narmi garmi aahat ya saaz wo

aahat sunu tumko dekhu 

jab dekh lu kya main kahu 

hoth khule jubaa khud ho

labzo ki khoj main gum rahu 

kyu chhod gaye raste  

kabhi sath chale the jinpe 

kyu chhod gaye raste  

kabhi sath chale the jinpe 

ye ghadiyon ki saazis hai 

ye aa aaye na ye meri gujarish hai 

na aaye to jaaye na

Explore this song