Roman script

chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai 

hum ko ab tak aashiki ka wo zamana yaad hai 

berukhi ke saath sun na darde dil ki dastan 

wo kalai me tera kangan ghumana yaad hai 

wo kalai me tera kangan ghumana yaad hai 

hum ko ab tak aashiki ka wo zamana yaad hai 

chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai 

choro chori humse tum aakar mile the jis jagah 

muddate guzri par ab tak wo thikana yaad hai 

muddate guzri par ab tak wo thikana yaad hai 

hum ko ab tak aashiki ka wo zamana yaad hai 

chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai

Explore this song