Roman script

chaubaare pe, chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

ho chunni le gaya kabutar banke 

chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

jee me aaya paapi ke mai pankh kutar du saare 

ho jee me aaya paapi ke mai pankh kutar du saare 

ja na sake ye luccha aur kisi ke dwaare 

pahle ki chori phir seena jori 

pahle ki chori phir seena jori 

baitha saamne bane re kaisa tanke 

chaubaare pe, chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

ho chunni le gaya kabutar banke 

chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

haaye chunni le gaya kabutar banke

phir ye soch kyu naa isko pinjare me panhuchaau

chonch mai iski roj maroru aisa sabak sikhaau 

wo maarke udaadi kahane laga meri pyaari 

kabhi chhat pe naa aana ban than ke 

chaubaare pe, chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

ho chunni le gaya kabutar banke 

chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

haaye chunni le gaya kabutar banke 

chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya 

haaye chunni le gaya kabutar banke

Explore this song