Roman script

chunariya malmal ki, chunariya malmal ki 

chunariya malmal ki odhi hai jabse maine 

odhi hai jabse maine lagu badli badli

phiru chhalki chhalki, phiru chhalki chhalki

chunariya malmal ki, chunariya malmal ki 

chunariya malmal ki, odhi hai jabse tune

odhi hai jabse tune lage badli badli

phire chhalki chhalki, phire chhalki chhalki

chunariya malmal ki, chunariya malmal ki

chunariya malmal ki

mera kangna mera kangana

mera kangana khanke raato me ho

mera kangana khanke raato me

meri bindiya uljhe baalo me

ho meri bindiya uljhe baalo me

teri maang me bharke sitaare haaye

teri maang me bharke sitaare 

jannat ke dekhu nazaare

jannat ke dekhu nazaare

tu dulhan mujhe banaale  

tu dulhan mujhe banaale phiru chhalki chhalki

lage badli badli chunariya malmal ki

chunariya malmal ki haaye re haaye malmal ki

chunariya malmal ki

oo oo tera jhumka dole gaalo pe

haaye tera jhumka dole gaalo pe 

kurbaan mai teri chaalo pe

kurbaan mai teri chaalo pe 

taarif karo naa aise haay

taarif karo naa aise

ham bhi hai tere hi jaise

ham bhi hai tere hi jaise  

tu tadapan hai iss dil ki

tu tadapan hai iss dil ki

tamanna pal pal ki

tamanna pal pal ki chunariya malmal ki

chunariya malmal ki haaye re haay malmal ki

chunariya malmal ki

odhi hai jabse tune

odhi hai jabse tune lage badli badli

phire chhalki chhalki 

phire chhalki chhalki chunariya malmal ki

haaye re haay malmal ki

sawariya malmal ki chunariya malmal ki

Explore this song