Roman script

chunri dhar ke kinare gori nadiya nahaye 

chunri dhar ke kinare gori nadiya nahaye 

o nadiya nahaye sasuri nadiya nahaye 

o nadiya nahaye mora jiya lalchaye 

aisa beshram hai mova isko shram na aaye 

aisa beshram hai mova isko shram na aaye 

bhige tera badan hasina aaye mujhko idhar pasina 

o ek baat kah du jani mai kaho kaho na 

dub maro thande pani me kaahe ko ri

nazar kaad ke lo bhi kahe kahe kiye jaye 

aisa beshram hai mova isko shram na aaye 

aisa beshram hai mova isko shram na aaye 

aa jati hogi sakhiya kar degi teri durgatiya 

bhag ja bhag ja dhar dhar ab to mach gayi dhume 

kaahe ki kaahe ki re machali mendak tujhko chume 

jalta hai re mova haye tere roop se

pani me bhi aag lag jaye tere roop se

pani me bhi aag lag jaye chunari dhar ke kinare 

gori nadiya nahaye 

chhoado chunar lo ye dhoti rah lunga mai bandh langoti

arey bandh langoti lagega tu kaisa 

kaisa bandar jaise ban gaye sadhu 

dadhi kaha hai teri nochke julfe dugi dadhi mai bana 

aisa beshram hai mova isko shram na aaye 

sharam na aaye sasur ko sharam na aaye 

sharam na aaye sasur ko sharam na aaye 

chunari dhar ke kinare gori nadiya nahaye 

chunri dhar ke kinare gori nadiya nahaye

Explore this song