Roman script

chun liya chun liya, chun liya

chun liya maine tumhe, saara jahaan rehne diya

pyar na karna yeh dil, kehta raha kehne diya

chun liya chun liya, chun liya

chun liya maine tumhe, saara jahaan rehne diya

pyar na karna yeh dil, kehta raha kehne diya

chun liya chun liya, chun liya

chalti hu taro par phir bhi, hai mere dil me dar

mai tere saath hu, yu banke tera hamsafar

tumhi ho rehnuma, tumhi ho aashiya

na koyi aayega, hamare darmiya

aandhiyo me pyar yeh, palta raha palne diya

pyar na karna yeh dil, kehta raha kehne diya

chun liya chun liya, chun liya

kya kaha chand ne, jo lehro me halchal hui

maine jo tujhse kaha, jo sunke tu pagal hui

haay kya cheej hai, sanam yeh pyaar bhi

bekrari bhi hai, aur karar bhi

ishq ka man me diya, jalta raha jalne diya

sun liya jag ne sanam, kehte huye sunne diya

bun liya palko me khwab, hamne inhe bunne diya

lut gayi ninde meri, hamne inhe lutne diya

chal pade jab hamsafar, yeh silsila chalne diya

aandhiyo me pyar yeh, palta raha palne diya

ishq ka man me diya, jalta raha jalne diya

pyar toh karna hi tha, khud bhi kiya karne diya

chun liya maine tumhe, saara jahaan rehne diya

chun liya maine tumhe, saara jahaan rehne diya

chun liya chun liya, chun liya

Explore this song