Roman script

chudiyan payale na bajaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

jab bhi milna ho chupke se aaya karo

jab bhi milna ho chupke se aaya karo

jab kisi ko bhi apna banaya karo

jab kisi ko bhi apna banaya karo

phir zamane ka darr bhul jaaya karo

phir zamane ka darr bhul jaaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

pyaar hain ye koi dillagi to nahi

pyaar hain ye koi dillagi to nahi

dillagi to nahi

itna darr hain to dil na lagaya karo

itna darr hain to dil na lagaya karo

jab kisi ko bhi apna banaya karo

phir zamane ka darr bhul jaaya karo

phir zamane ka darr bhul jaaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

mastiyaan shokhiyan aur badh jaayegi

mastiyaan shokhiyan aur badh jaayegi

badh jaayegi

yu na aankhon mein kaajal lagaya karo

yu na aankhon mein kaajal lagaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

jab bhi milna ho chupke se aaya karo

jab bhi milna ho chupke se aaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

shaam ko tum na jaane kahan ruk gaye

shaam ko tum na jaane kahan ruk gaye

kahan ruk gaye

kam se kam wada karke nibhaya karo

kam se kam wada karke nibhaya karo

jab kisi ko bhi apna banaya karo

jab kisi ko bhi apna banaya karo

phir zamane ka darr bhul jaaya karo

phir zamane ka darr bhul jaaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

jab bhi milna ho chupke se aaya karo

jab bhi milna ho chupke se aaya karo

chudiyan payale na bajaya karo

Explore this song