Roman script

chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera 

le ja chudiya balam khush hoga tera 

chudi wali bahna khadke teri bahna khadke

sajan chod ke rusa jo soutan ke ghar jaaye 

who pehne ye laal chudiya sajna bhaga bhaga aaye

sajan chod ke rusa jo soutan ke ghar jaaye  

le ja chudiya balam khush hoga tera 

chudi wali bahna khadke teri bahna khadke

chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera 

jiska sajan peekar daru bina pyar so jaaye 

who pehne meri peeli chudi hungama ho jaaye 

jiska sajan peekar daru bina pyar so jaaye

le ja chudiya balam khush hoga tera 

chudi wali bahna khadke teri bahna khadke

chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera  

jiska miya draivar gaadi horun bina chalaaye 

wo pehne meri neeli chudi uski po ho jaaye  

jiska miya draivar gaadi horun bina chalaaye

le ja chudiya balam khush hoga tera 

chudi wali bahna khadke teri bahna khadke

chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera 

jiska sajan roz daraye hath me  lekar danda 

wo pehne meri hari chudiya sajan ho jaye thanda

jiska sajan roz daraye hath me  lekar danda

le ja chudiya balam khush hoga tera 

chudi wali bahna khadke teri bahna khadke

chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera

Explore this song