Roman script

chudi ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

chudi ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

mera gora rang, mere patle ang

chalne ke dhang, tu dekh jara

payal ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

chudi ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

of o kya hai

kya nahi mujhme dekh idhar

kahin bata de hai koi asar

kya nahi mujhme dekh idhar

kahin bata de hai koi asar

jaisa husn tu chahega

sab kuch mujhme payega

o dilnashi karle yakin

mujh si hasin na milegi dulhan

payal ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

chudi ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

are baap re o ho 

o ho kar ya aa ha kar

bach ke mujhse jaye kidhar

o ho kar ya aa ha kar

bach ke mujhse jaye kidhar

shishe jaisa tan mera

isme dekh apna chehra

tera ye josh kar du khamosh

ud jaye hosh jab hoga milan

payal ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

chudi ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

ja baba ja pichha chhod

pichha na main chhodungi

jab tak dil na jodungi

pichha na main chhodungi

jab tak dil na jodungi

aarzu meri jawa kar de

ik baar to ha kar de

tu hai nadan o meri jaan

ab kahna maan tu mera ban

payal ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

mera gora rang, mere patle ang

chalne ke dhang, tu dekh jara

chudi ki chhun chhun re 

balam sun sun kuch kahti hai

Explore this song