Roman script

chubh gaye chubh gaye chubh gaye 
chubh gaye chubh gaye re 
chubh gaye naina baan 
more dil mein more dil mein 
chubh gaye chubh gaye chubh gaye 
chubh gaye chubh gaye re 
chubh gaye naina baan 
more dil mein more dil mein 
aiso chubho ke nikalna na jane 
nikalna na jane 
nikle to nikle pran 
more dil mein more dil mein 
re chubh gaye chubh gaye re 
chubh gaye naina baan 
more dil mein more dil mein 
kaise chalun mose chalo nahi jaye re 
chalo nahi jaye re 
chhup chhup ke koi mose naina ladaye re 
naina ladaye re naina ladaye re 
aafat mein yahi aafat mein pad gayi jaan 
more dil mein more dil mein 
re aafat mein pad gayi jaan 
re chubh gaye chubh gaye re 
chubh gaye naina baan 
more dil mein more dil mein 
jiya mora dhadke re naina mora fadke 
naina mora fadke 
jiya mora dhadke re naina mora fadke 
naina mora fadke 
rom rom nache nache ang ang tadpe 
ang ang tadpe tadpe tadpe 
ae ji main to 
ae ji main to badi hairan 
more dil mein more dil mein 
main to badi hairan 
more dil mein more dil mein 
re chubh gaye chubh gaye re 
chubh gaye naina baan 
more dil mein more dil mein 
aiso chubho ke nikalna na jane 
nikalna na jane 
nikle to nikle pran 
more dil mein more dil mein 
re chubh gaye chubh gaye re 
chubh gaye naina baan 
more dil mein more dil mein 
more dil mein more dil mein
more dil mein more dil mein

Song details

Song video

Watch on YouTube