Roman script

chote chote din aur lambi lambi rate

are lambi lambi rato se bhi

gaz bhar lambi bate

ek ek bat me ek kahani hai

haye kahani haye haye haye

kahani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

dard sa ang ang me uthta hai

sara badan aise dukhta hai

dard sa ango me uthta hai

sara badan aise dukhta hai

jaise koi chot purani hai

haye purani haye haye re

purani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

ched ched chalti hai purwai

ho ched ched chalti hai purwai

mai jab leti hu angdayi

log kahte hai rut mastani hai

haye mastani haye haye haye

mastani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

mai kya aisi hu anjani

aag to aag hai pani pani

mai kya aisi hu anjani

aag to aag hai pani hai pani

pani aag hai aag pani hai

haye pani haye haye haye re

pani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

kya isi ka nam jawani hai

Explore this song