Roman script

chori chori ik ishara ho gaya hai

dil hamara tha tumhara ho gaya hai

dil hamara tha hamara ho gaya hai

dil tumhara tha tumhara ho gaya hai

chori chori ik ishara ho gaya hai

dil hamara tha tumhara ho gaya hai

kyu chamak uthe hai tere gaal gore

kyu teri aanhko me jalim laal dore

ek sitam gar ka najara ho gaya hai

dil tumhara tha tumhara ho gaya hai

chori chori ik ishara ho gaya hai

dil hamara tha tumhara ho gaya hai

khub sun rakhe the majnu ke fasane

usko tadpaya tha laila ki ada ne

fir wahi kissa dubara ho gaya hai

dil tumhara tha tumhara ho gaya hai

chori chori ek ishara ho gaya hai

dil hamara tha tumhara ho gaya hai

sochte the kaise gujre jindgani

ho gayi teri najar ki meharbani

bas yahi samjho gujara ho gaya hai

dil humhara tha tumhara ho gaya hai

chori chori ik ishara ho gaya hai

dil hamara tha tumhara ho gaya hai

Explore this song