Roman script

chori chori dil diya tha chupke chupke dil liya tha
chori chori dil diya tha chupke chupke dil liya tha
jamane ko fir bhi khabar mil gayi
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
pyar me jina hai pyar me marna hai
maut se bhi jaanam ab nahi darna hai
pyar me haste hai pyar me rote hai
pyar karne wale dil amar hote hai
kaise kaha kab kidhar mil gayi
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
milke kho jayenge ek ho jayenge
meech le ye ankhe aur so jayenge
kuch nahi sochenge kuch nahi dhundenge
is jamane se ham kuch nahi mangenge
ho hamko mohabbat agar mil gayi
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
chori chori dil diya tha chupke chupke dil liya tha
chori chori dil diya tha chupke chupke dil liya tha
jamane ko fir bhi khabar mil gayi
kya kare kya kare ye najar mil gayi 
kya kare kya kare ye najar mil gayi

Song details

singer: Alka Yagnik, Udit Narayan

actor: Sunil Shetty, Raveena Tandon