Roman script

chori chori chandani me, chakori chali aaye 
chori chori chandani me 
gora gora rang waala, chaand hi bula laaye 
chori chori chandani me 
chori chori chandani me, chakori chali aaye 
chori chori chandani me 
kahte hain pyaar jisako, man ki lagan hain
ki mithi si jalan hain 
kahte hain pyaar jisako, man ki lagan hain 
ki mithi si jalan hain 
anjaane raahiyo ka hota milan hain 
aisa chalan hain
o o taaro bhari raat man ke, taaro ko mila jaaye 
chori chori chandani me 
chori chori chandani me, chakori chali aaye 
chori chori chandani me 
o o o o o 
bahati hain prem gangaa
tum bhi kinaara ji main bhi kinaara
bahati hain prem gangaa
tum bhi kinaara ji main bhi kinaara
lahre lagaati naata
tumase hamaara o hammse tumhaara
o pyaar hain to kisi ko bhi 
koi na chhuda paaye
chori chori chandani me 
chori chori chandani me, chakori chali aaye 
chori chori chandani me

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi