Roman script

chori chori aap pe dil aaya uff tauba tauba

kaisa kaisa pyar ne tadpaya uff tauba tauba

chori chori aap pe dil aaya

banke sawar ke dekha banke sawar ke dekha

jadu chala na koi kya kya na karke dekha

kya kya na karke dekha dil ko bhi samjhaya

chori chori aap pe dil aaya uff tauba tauba

kaisa kaisa pyar ne tadpaya uff tauba tauba

chori chori aap pe dil aaya

darte ho dil hi dil me mare na duniya tana

roka hajar maine aankho ne hanske mana

aankho ne hanske mana dil ne jo farmaya

chori chori aap pe dil aaya uff tauba tauba

kaisa kaisa pyar ne tadpaya uff tauba tauba

chori chori aap pe dil aaya

thoda sa bholapan hai thoda sa bankpan hai

chhup chhup ke dekhu tumko mera diwanapan hai

mera diwanapan ab duniya se takraya

chori chori aap pe dil aaya uff tauba tauba

kaisa kaisa pyar ne tadpaya uff tauba tauba

chori chori aap pe dil aaya

Explore this song