Roman script

chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye 
chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye 
chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye
aaja re aaja ye payal pukare 
geeto ke tujhko milenge sahare 
palko ki chhav mein aa more sajna 
palko ki chhav mein aa more sajna 
ab to samjh le nazar se ishare 
o chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye
chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye
duniya ka dar hai na logo ka dar hai 
jag se nirali hmari dagar hai 
moji hai man ke na bndi kisi ke 
moji hai man ke na bndi kisi ke 
jeevan hmara safal hi safal hai 
o chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai hai jaan hai sajan ke liye
chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye
mausam salona ye ghadiya suhani 
roke ruki hai naa chanchal jawani 
hum besaharo ki manzil naa koi 
hum besaharo ki manzil naa koi 
kitni majedar apni kahani 
ho chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye
chori chori aaja tu meri gali aaja
ye dil hai ye jaan hai sajan ke liye

Song details

Song video

Watch on YouTube