Roman script

dil kahe mera kyu rahu main akeli 
ye kya hua mujhe bani hain ye paheli 
dil ki kitab jo ab tak thi kori 
likh dali uspe tune love story 
dekho tum mujhse khafa na hona 
baandh li maine pyar ki dori 
chori chori kiya ye dil mera chori 
jahan wale kahe kya hua gori chhori chori 
chori chori kiya ye dil mera chori 
jahan wale kahe kya hua gori chhori chori 
dekho mujhe ho gayi hun main diwani 
dhadke dil chaal hui mastani 
din mein bhi dekhu khwaab tumhare 
raaton mein jagu bas dekhu taare 
dekho tum mujhse khafa na hona 
baandh li maine pyar ki dori 
chori chori kiya ye dil mera chori 
jahan wale kahe kya hua gori chhori chori 
din mein bhi dekhu ab main to taare 
bhigi raaton mein dil ye pukare 
chori chori kiya ye dil mera chori 
jahan wale kahe kya hua gori chhori chori 
chori chori kiya ye dil mera chori 
jahan wale kahe kya hua gori chhori chori 
chori chori kiya ye dil mera chori 
jahan wale kahe kya hua gori

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Rajiv Anand, Anamika