Roman script

chor chor dil ka, chura liya pyaar bhi

chori chori kiya hain ghaayal

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

chor chor dil ka, chura liya pyaar bhi

chori chori kiya hain ghaayal

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

meethi meethi baaton se

naajuk naajuk hatho se

peela di ek botal

pee pee ke main bhi ho gaya ek paagal

meethi meethi baaton se

naajuk naajuk hatho se

peela di ek botal

pee pee ke main bhi ho gaya ek paagal

peena hain mujhe, peene de

pee pee ke mujhe, jeene de

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

chor chor dil ka, chura liya pyaar bhi

chori chori kiya hain ghaayal

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

kaali kaali aankhon ne

pyaase pyaase hothon ne

kar diya mujhe ghaayal

kya karu main bhi ho gaya ek paagal

kaali kaali aankhon ne

pyaase pyaase hothon ne

kar diya mujhe ghaayal

kya karu main bhi ho gaya ek paagal

na na na mujhe pyaar karne de

dil jalne laga jalne de

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

chor chor dil ka, chura liya pyaar bhi

chori chori kiya hain ghaayal

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

chor chor dil ka, chura liya pyaar bhi

chori chori kiya hain ghaayal

ae hey ae hey hey 

main ek pyaar ka paagal

ho main ek pyaar ka paagal

Explore this song