Roman script

khul gayi re khul gayi re khul gayi re 
khul gayi re khul gayi re khul gayi re 
mara jwani ne jo jhatka 
choli ki dor khul gayi re choli ki dor khul gayi re 
choli ki dor khul gayi re choli ki dor khul gayi re 
sham ka mausam suhani ghadi thi 
kajra lga ke mai to chhat pe khadi thi 
niche gali me ek chhela khada tha 
piche wo jane kab se pada tha 
aankhiya jo lad gayi mushkil me pad gayi 
dar ke mare jaan nikal gayi 
sine me jor se dil dhadka 
saiyan re mai to fas gayi re saiyan re mai to fas gayi re 
choli ki dor khul gayi re choli ki dor khul gayi re 
raat ko soi thi wo khidki se aa gaya 
dhekha jo usko jiya mera gabra gya 
pyasi thi aankhe uski dil me kharabi thi 
mujh ko pakad kar usne dil se laga liya
maine ki chora chori usne kalai modi maine di lakh duhaayi
usne par jid na chodi jaane kya hoga ab aage
saiyan re mai to dar gayi re saiyan re mai to dar gayi re
choli ki dor khul gayi re choli ki dor khul gayi re 
bairan jawani uski baahon me kho gayi
meri na mani haay mujhko daga de gayi
bahka hua tha wo me bhi bahak gayi
sab kuch bhula ke uske seene se lipat gayi
hotho pe chahat mach gayi pyar ki masti chhayi
sanso ke taar jud gae yovan ne li andaayi
pyar me jiya dhadka saiyan re me to lut gayi re
saiyan re mai to lut gayi re choli ki dor khul gayi re 
choli ki dor khul gayi re 
khul gayi re khul gayi re khul gayi re 
khul gayi re khul gayi re baba khul gayi re 
mara jwani ne jo jhatka 
choli ki dor khul gayi re choli ki dor khul gayi re 
choli ki dor khul gayi re choli ki dor khul gayi re

Song details