Roman script

choli aur ghangra rang dalo na 

choli aur ghangra rang dalo na

mere ang ang piya rang dalo na 

holi ka din hai sab maaf hai

holi ka din hai sab maaf hai

mauka hai mila to mazaa lo na lo na 

choli aur ghangra rang dalo na

khali mera pyala thodi bhang dalo na

khali mera pyala thodi bhang dalo na

khoon mein jawaani ki umang dalo na

holi ka din hai sab maaf hai

holi ka din hai sab maaf hai

mauka hai mila to mazaa lo na lo na 

khali mera pyala thodi bhang dalo na

rang hoton ka mere churake 

dekh mat mujhe yun muskura ke 

aaj ke din sharam nahi karna rango se kaye ka darna 

aisa hai to mujhko apni bahon mein 

utha bahon mein utha ke raja godi mein bitha 

holi ka din hai sab maaf hai

holi ka din hai sab maaf hai

mauka hai mila to mazaa lo na lo na 

khali mera piyala thodi bhang dalo na

laal peela hara aur neela 

sabka chehra hai rang rangeela 

dekhna mere dhoke me sajnaa 

dusri ko na baho mein bharna 

aaj ka din aisi galti karwane aata hai 

koi khud aaye to fir apna kya jata hai 

kyun ki holi ka din hai sab maaf hai

holi ka din hai sab maaf hai

mauka hai mila to mazaa lo na lo na 

choli aur ghangra rang dalo na 

tujhse kehna hai kuch paas aaja aaja

mein samjhti hu ye chaal raja 

mil rahe hai gale aaj saare do 

badan ek jaan hum hai pyaare

hum kya hai ye aaj dekh le sab duniya wale 

kal kis kiske muh par jakar marenge tale

holi ka din hai sab maaf hai

holi ka din hai sab maaf hai

mauka hai mila to mazaa lo na lo na 

mauka hai mila to mazaa lo na lo na

Explore this song