Roman script

chokari pati nahi naukari mili nahi 

bhaigiri try kari bilkul chali nahi

chokari pati nahi naukari mili nahi 

bhaigiri try kari bilkul chali nahi

pakit mari pakde gaye, car churai jakde gaye

roz ki kit pit roz dhulai, roz ka thane aana jana

khaya piya to kuch bhi nahi

kuch bhi nahi kuch bhi nahi

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

kahe ki mehnat hai kahe ki izzat hai

jo bhi hai daulat hai apun to goti fira de 

pandu bhi right hai right hai

paket ki fight hai fight hai 

halat bhi tight hai milta hai jo bhi kamale

kitna tenshion bhikh me penshion

kitna tenshion bhikh me penshion, fokat ka khana to jana

khaya piya to kuch bhi nahi, kuch bhi nahi kuch bhi nahi

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

bhabhi ko bolo zara koi 

to chakar chala kar dale apna bhala 

mujhko bhi biwi dila o bhabhi

sona nahi chandi nahi bangle ki 

chabi nahi foreign ki gadi nahi 

are kaise mai biwi dila du

haye re kadki mili na ladki

haye re kadki mili na ladki, roz ka vo hi rona gana

khaya piya to kuch bhi nahi, kuch bhi nahi kuch bhi nahi

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

chokari pati nahi naukari mili nahi 

bhaigiri try kari bilkul chali nahi

pakit mari pakde gaye, car churai jakde gaye

roz ki kit pit roz dhulai, roz ka thane aana jana

khaya piya to kuch bhi nahi, kuch bhi nahi kuch bhi nahi

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

khaya piya to kuch bhi nahi, sala gilas toda bara aana

Explore this song