Roman script

chin se aaya chini baba 
leke jadu chin ka 
dekho dekho dekho bachho 
khel tamasha bin ka
dekho mere paas hai jadu ki pitari
are jadu ki pitari mein 
hai chin ki dulari
naam hai jiska pi pi mama 
yo sohana priyo ki hai ye shahajadi
bholi bhali sidhi sadhi paas hai 
iske pade khajane
khati hai sone ke dane
chini baba chini baba hame dikhao
hame dikhao na na mat hanth lagao
isi taraf se aai hun
chin ki shahjadi 
are isko hanth lagane vala 
karega isse shadi
chin se aaya chini baba 
leke jadu chin ka 
dekho dekho dekho bachho 
khel tamasha bin ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunder, Laxmi Shankar

actor: Motilal, Yashodhara Katju, Sunder, Romi