Roman script

chidiya tu hoti to maina tu hoti to

pinjre me rakh leta udne na mai deta

ladki hai par tu haay mai kya karu

chidiya tu hoti to maina tu hoti to

ladki hai par tu haay mai kya karu

sine se laga le aankho me bitha le dil me chhupa le raja

chal mujhe ghar le chal bad kar le daravaza

sine se laga le aankho me bitha le dil me chhupa le raja

chal mujhe ghar le chal bad kar le daravaza

aaja kudiye aaja

ja-ja mundiya ja-ja

chidiya tu hoti to maina tu hoti to

ladki hai par tu haay mai kya karu mai kya karu mai kya karu

abhi tha ye dil yahan abhi kahan chala gaya kaho ho

tera dil chala gaya maine use chura liya ho o ho

abhi tha ye dil yahan abhi kahan chala gaya kaho ho

tera dil chala gaya maine use chura liya ho o ho

teri chori pakadi gayi aaj tu jakdi gayi 

teri chori pakadi gayi aaj tu jakdi gayi 

chhodunga mai na ab tujhe

aaja kudiye aaja

ja-ja mundiya ja-ja

chidiya mai hoti to maina mai hoti to

pijare me rakh leta udane na tu deta 

ladki hun par mai haay mai kya karu mai kya karu

tere jaisa ladka ho mere jaisi ladki ho ho

tere jaisi ladki ho mere jaisa ladka ho ho o ho

aisa ho to haay-haay kuchh bhi ho jaaye o ho ho

kuchh-kuchh mil jaaye kuchh-kuchh kho jaaye

phir aaye raato me aag lage barasato me

khil jaaye mil jaaye dil do-chaar mulakato me

paagal ho jaaye pyar me

ja-ja mundiya ja-ja

ja-ja mundiya ja-ja

chidiya tu hoti to maina tu hoti to

pinjre me rakh leta udane na mai deta

ladki hai par tu haay mai kya karu 

mai kya karu mai kya karu

chidiya tu hoti to maina tu hoti to

pinjre me rakh leta udne na mai deta

ladki hai par tu haay mai kya karu

mai kya karu mai kya karu

chidiya mai hoti to maina mai hoti to

ladki hun par mai haay mai kya karu mai kya karu

Explore this song