Roman script

chhute jaha ab tera daman chhute na sajna
mushkil hai jina mera ab to tere bina ho
chhute jaha ab tera daman chhute na sajna
mushkil hai jina mera ab to tere bina
ho o ab to tere bina
bich safar me chhod  ke sajan aisa mera pyar nahi
duniya to kya pyar khuda se mane har nahi 
li hai kasam sath tere hi hai jina marna
mushkil hai jina mera ab to tere bina
haye ab to tere bina
us manjil tak aa pahunche hai jiske aage rah nahi
in baho me mot bhi aaye to parwah nahi hai
tujhse zuda hokar jaha me ji kar kya karna
mushkil hai jina mera ab to tere bina ho
chhute jaha ab tera daman chhute na sajna
mushkil hai jina mera ab to tere bina
ho ab to tere bina ho ab to tere bina

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Govinda, Farha