Roman script

chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai

wo jab aaye saiya main sharma gai main sharma gai 
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai 
man me karar dole ankhiyo me pyar dole 
man me karar dole ankhiyo me pyar dole 
maine kise dekha haye mera sansar dole
nayi mulakat naya rang barsa gai rang barsa gai
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai
kadam hai bahke bahke main bhi hun khoi khoi 

pyar me sujhe nahi jagi hun ya soi soi 
pahle kadam pe haye maun dagmaga gai main dagmaga gai 
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai
palke uthau kabhi palke jhukau
palke uthau kabhi palke jhukau 
samjh na aaye kaise ankhiya milau
pyar ki ek ghadi jindagi bichha gai jindagi bichha gai
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai
chhupi chhupi bat dil ki ankhiyo me aa gai

Song details

Song video

Watch on YouTube