Roman script

chalti hai rukti hai tham jati hai ye jindagi

kahti hai sunti hai samjhati hai ye jindagi

chalti hai rukti hai tham jati hai ye jindagi

kahti hai sunti hai samjhati hai ye jindagi

lamha lamha iska hrpal ye kahta hai

jag ja re jag ja re bande

chhule asma chhule aasma chhule aasma

chhule asma chhule aasma chhule aasma

subah ki ankh me bas ashk hai or kuchh nahi

kisko malum tha ujadenge hum manjil teri

subah ki ankh me bas ashk hai or kuchh nahi

kisko malum tha ujadenge hum manjil teri

humrah hai meri sanso ka karwa

jidd wahi hai magar chhlu mai aasma

hatho ki ye lakire badlenge khud hatho se

kismat se bhi akrenge chaldala

chhule asma chhule aasma chhule aasma

chhule asma chhule aasma chhule aasma

re sa re sa hui har arzu kya ho gaya

waqt apni muthi me khusiya liya kahi kho gaya

re sa re sa hui har arzu kya ho gaya

waqt apni muthi me khusiya liya kahi kho gaya

khwabo ki katrane bikhri hai raho me

hasrate chahte sulgi hai raho me

mithi mithi sab yaade ab fiki si lagti hai

jinda hai dil me ek yahi armaa

chhule asma chhule aasma chhule aasma

chhule asma chhule aasma chhule aasma

jo ambar pe subah me chamkega wo tara hai tu

dunia ki bhid me sabse juda yaara hai tu

jo ambar pe subah me chamkega wo tara hai tu

dunia ki bhid me sabse juda yaara hai tu

manjile chhumengi badke tere kadam

muskura lag gale yu na kar aankhe nam

do char kadam bas chal tu

phir sath chalenge raste

or tujhse khud kahega aasma

chhule chhule ha

chhule chhule ha chhule aasma

chhule chhule ha

chhule chhule ha chhule aasma

chhule asma chhule aasma chhule aasma

Explore this song