Roman script

ye chalti gadi gadi me hum tum dono akele yaha
tan man me ye do shole hai bahke na aag hai na dhua
he chuk chuk gadi jab jab bole dhak dhak dole dil mera
he chuk chuk gadi jab jab bole dhak dhak dole dil mera
ye chalti gadi gadi me hum tum dono akele yaha
palko ke piche se dil ke bagiche me 
chupke se aaya koi chor
are dil kho gaya dil mera mujhe 
de de nahi to mai macha dunga shor
palko ke piche se dil ke bagiche me chupke se aaya koi
chor are dil kho gaya dil mera mujhe 
de de nahi to mai macha dunga shor
o jani dekhe to lakho hi jane man 
koi bhi nazami dekhi na jaisi tu
maine bhi dekhe to lakho hi jane 
ja koi bhi nojawa dekha na jaisa tu
aake mil aise mil aake mil aise mil
dil se dil jaye mil ha pyar fir ho shuru

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle