Roman script

chhuui muui si o titli jaisi o 

ik ladki hai ho sabse hatke

are jhatke se dil le gayi le gayi meri jaa

are jhatke se dil le gayi le gayi meri jaa

saiyaa saiyaa thaam le baiyaa padu mai tere paiyaa

haath pakad le meraa kar dungi zulfo ki chhaiyaa

saiyaa saiyaa phir se kah de kah de mujhko saiyaa

chhaiyaa chhaiyaa kar de sajni tu palko ki chhaiyaa

maine kab inkaar kiyaa hai tu hai meri jaa

saiyaa saiyaa thaam le baiyaa padu mai tere paiyaa

ho rimjhim rimjhim ho bundo jaisi ho

chham chham karti ho sabse hatke

are jhatke se dil  le gayi le gayi meri jaa

are jhatke se dil le gayaa le gayaa meri jaa

saiyaa saiyaa tere jaisaa aur na koi hogaa

tune dil ko chhin liyaa hai taubaa meri taubaa

chhaiyaa chhaiyaa pyaar ki chhaiyaa hoti hai mahbuba

teri jheel si in aankho me dil meraa ye dubaa

ye aankhe ab ghar hai teraa sun le meri jaa

saiyaa saiyaa thaam le baiyaa padu mai tere paiyaa

ho bikhri bikhri ho subah subah ki 

ho kirno jaisi ho sabse hatke

are jhatke se dil  le gayi le gayi meri jaa

are jhatke se dil le gayaa le gayaa meri jaa

are jhatke se dil  le gayi le gayi meri jaa

Explore this song