Roman script

chhuda ke daman to ja rahe ho 

thahre kyu do kadam pe ja ke do kadam pe ja ke  

khbar hai mujhko hai pyar tujhko 

thahre kyu yu najar mila ke yu najar mila ke 

chhuda ke daman to ja rahe ho thahre kyu do kadam pe ja ke 

do kadam p ja ke khabar hai mujhko hai pyar tujhko

thare kyu yu najar mila ke yu najar mila ke

najar milana bhi ek ada hai najar jhukana bhi ik ada hai 

ye bat hai kisi se puchho najar churana bhi ik ada hai 

hai udhar nahi kuch na dekho idhar hai wo dil jo tujhko chahe

bahut hansi hai tumahar gussa hame to ispe bhi aaye 

tumhari aankho kya kaha hai puchho tum ye karib aake

haye ye karib aake

ajib halat hai aaj apni har ek tamnna machal rahi hai 

kyu aaj mujhko ye lag raha hai ki dil ki dhadakan badal rahi 

hai aashikana mijaj apna kaho tumhara mijaj kya hai

agar kaho tum to main bata du chhupa dil mein wo raj kya hai 

main chahati hu ki tumko rakh lu main chahti hu ki tumko rakh lu

apni har sans mein chhupa ke sans mein chhupa ke 

chhuda ke daman to ja rahe ho chhuda ke daman to ja rahe ho

thahare kyu do kadam pe ja ke do kadam pe ja ke

Explore this song