Roman script

chhuan mere dil ko aankho se 
luta mere dil ko baton se
samjho naa ye divanapan 
le gayi ho dil sine se
mushkil ho gayi jine me
chhuan mere dil ko, luta mere dil ko
jadu hain ye kya nasha teraa 
samajhana mushkil bada
par mujhe ye hain yakin, tu hi meri hain dilruba
dhunde tujhe hai meri najar, jane ye kaisa asar
khuli huyi palken meri, dekhti sapne tere
badle hain rang, ye mausam 
badlega naa meraa man
le gayi ho dil sine se
mushkil ho gayi jine me
chhuan mere dil ko, luta mere dil ko
hain wahi ye jindagi par lage kitni nayi
dil meraa bechain hain, kya yahi wo pyar hain
aankhe teri meraa pata, dil teraa meraa nishan
tujhse hi sapne mere, tujhse hi meraa jahan
tujh tak jana hua mushkil, ab tu meri ek manjil
le gayi ho dil sine se
mushkil ho gayi jine me
chhuan mere dil ko, luta mere dil ko
chhuan mere dil ko aankho se 
luta mere dil ko baton se
samjho naa ye divanapan 
le gayi ho dil sine se
mushkil ho gayi jine me
chhuan mere dil ko, luta mere dil ko

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Sherlyn Chopra, Sameer Dharmadhikari