Roman script

suni sham hai suna khwab hai

hain khamoshiyan suni yaad hai

yun munh mod kar safar chhod kar

meri khwahishon ki ruh odh kar na jaa

chhukar tujhe hun mai khila zara zara

haan tujhme hi hun mai ghula zara zara

khamoshiyan hai kah gayi zara zara

haan mujh mei bhi tu rah gaya

takte rahe tujhe raat bhar

bandha kiye taron ka ghar

takte rahe taron kaa ghar

kirno se hai tera bayan mera jahan

hai os boond bheegi meri zubaan zuban

chhukar tujhe hoon mai khila zara zara

haan tujhme hi hoon mai ghulaa zara zara

Explore this song