Roman script

chhoti chhoti khushiyan jo milti hai

pyaari pyaari duniya yeh lagti hai

dilwale dil jab dete hai

are hum ko pata hai kya kehte hai

sun lo woh yeh kehte hain o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa

chhoti chhoti khushiyan jo milti hai

pyaari pyaari duniya yeh lagti hai

dilwale dil jab dete hai are hum ko pata hai kya kehte hai

sun lo woh yeh kehte hain o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa

hungama karne ko jab dil chahe yaaron ki toli bhi jab mil jaye

har koi phir hum se tang ho jaye ho jaye ho jaye

na na na maane to jung ho jaye ha ho jaye

naache phir hum chanan chanan chan chan

hawa mein ude hum sanan sanan san san

yunhi masti mein guzre din ko hum milkar gaate hai

o balle balle oye shawa o gud khake marjawa

o balle balle oye shawa o gud khake marjawa

tankhwa jab biwi ke haath mein jaye

hai hum roye par woh to khush ho jaye

oye mauj karo biwi jab maike jaye

are saas meri guzre to chain aa jaye

preetam se woh milne na de shaadi meri hone na de

kabhi khatti hai kabhi meethi hai jindri bhi kehti hai

o balle balle oye shawa o gud khake marjawa

o balle balle oye shawa o gud khake marjawa

chhoti chhoti khushiyan jo milti hai

pyaari pyaari duniya yeh lagti hai

dilwale dil jab dete hai

are hum ko pata hai kya kehte hai

sun lo woh yeh kehte hain o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa o balle balle oye shawa

o gud khake marjawa

Explore this song