Roman script

chhota sa ye apna ghar

phulo taaro se sunder

swarg yahi to hai dharti par

chhota sa ye apna ghar

phulo taaro se sunder

swarg yahi to hai dharti par

chhota sa ye apna ghar

saagar me hai jitna paani

itna mujhko pyar mila

sapno me bhi jo na mile

wo sapno ka sansaar mila

sau sau janam nyauchhavar kar de

is jivan ke ek pal par

chhota sa ye apna ghar

phulo taaro se sunder

swarg yahi to hai dharti par

chhota sa ye apna ghar

pyar ke aise phul salone

khushiyo ke ye rang kahan

sadiyo me aisa jivan kaafi

milta hai ek baar yaha

preet prem ke is mandir ko

lag jaye na kisi ki najar

chhota sa ye apna ghar

phulo taaro se sunder

swarg yahi to hai dharti par

chhota sa ye apna ghar

Explore this song