Roman script

Kyun aisa lagey

Pal khwaishon ke

Sadi se hai… Rawaana

Dil bezubaan se keh nahin sake

Jo tumko hai bataana

Bina dor ki hum patang

Majdhaar mein hai malang

Ruki ruki daastan

Chhoo le chhoo le aasman

Khwabon ke baadal se bharaa

Chhoo le aasman

Khud se jo miley ajnabi lagey

Kyun aaina humaara

Dhundhla sa lagey

Aur pheeka lagey

Kyun apna har fasaana

Bina dor ki hum patang

Majdhaar mein hai malang

Ruki ruki daastan

Laakhon khwabon ke bhare gubbare se

Udey yun hai aur kahaan

Hai kashmakash dhuaan hai

Har nazar mein kyun

Uthaa uthaa Toofan

Ek din aisa ho

Hum bhi jaanenge khud ko

Judse jaayenge

Kissey yeh

Beshumaar

Chhoo le Chhoo le aasman

Chhoo le Aasman

Explore this song