Roman script

chhodo ye nadani, ladna hai bekar

sabki hai ye dharti, sabka aasma

aao to ude, ye diwane

chhodo ye nadani, ladna hai bekar

teri meri dharti, sabka aasma

ye jo bhi jitna hai jaruri hai

phir hoga duniya me kam gham aur majburi

jung me jeete baazi, barbadi kar

do gaj bhi kaafi, dafna do hathiyar

aao to ude, ye diwane

n n n na na

n n n na na

neeli neeli dharti, neela aasma

baato se uljhan suljhao

raato ko apni lau se roshan kar jaao

aao to ude, ye diwane

jung me jeete baazi, barbadi kar

do gaj bhi kaafi, dafna do hathiyar

kal phir se kaliya khil aayengi

aashaye patjhad me bhi gujhan mahka de

Explore this song