Roman script

chhodo mujhe jane do mere sawariya 

kori hai chunar mori bali hai umariya

lag ja gale se mere o bawariya 

rut hai milan ki chayi hai badariya

sharma ke jhuki jo ankhiya puchengi jo meri sankhiya

bhed khol degi pav ki jhanjhariya 

lag ja gale se mere o bawariya

kori hai chunar mori bali hai umariya

preet ki tune bandhi jo dor khan 

khan kangana macha denge shor

pucha kisi ne kaisa hai shor kah 

dena bagiya me aaya tha chor

teri inhi bato pe hui mai bawariya 

bhul gayi mai tera bhar ke dagariya

lag ja gale se mere o bawariya kori hai 

chunar meri bali hai umariya

tan pyar ki aag me jal utha aa pas aa ye lagi pyar ki tu bujha

ik duje me kho jayenge aaj hum 

mere sanam ek duje ke ho jaye hum

jal raha hai ye kya ho raha hai pyar ki aag chalka de gagariya

kori hai chunar mori bali hai 

umariya lag ja gale se mere o bawariya

rut hai milan ki chayi hai badariya

chhodo mujhe jane do mere sawariya

kori hai chunar mori bali hai 

umariya sharma ke jhuki jo ankhiya

puchengi jo meri sankhiya bhed khol degi pav ki jhanjhariya

lag ja gale se mere o bawariya kori hai 

chunar mori bali hai umariya

Explore this song