Roman script

saiyaan

saiyaan chhodo mori baiyaan saiyaan

saiyaan chhodo mori baiyaan saiyaan

saiyaan haay chhodo na mori haay chhodo mori baiyaan

maano bhi kanhaai hogi jag hansaai

maano bhi kanhaai hogi jag hansaai

dekho-dekho dekh rahi hai sari guiya

dekho saiyaan chhod o

saiyaan chhodo mori baiyaan saiyaan 

chhodo na mori baiyaan, chhodo na mori baiyaan saiyaan

chudi jo koi tuti, maathe se bindiya chhuti haay

chudi jo koi tuti, maathe se bindiya chhuti haay

ghar kya bataaungi main haay mar jaaungi main

ghar kya bataaungi main haay mar jaaungi main

jaane do mohe kaanha, kaanha ji more kaanha, kaanha

jaane do mohe kaanha re, jaane do jaane do mohe kaanha

saiyaan chhodo na mori baiyaan, chhodo mori baiyaan

haay chhodo na mori haay chhodo mori baiyaan

saiyaan chhodo na mori baiyaan

haay saiyaan chhodo baiyaan haay baiyaan

Explore this song