Roman script

chhodo gussa, jaane jaana

chhodo gussa jaane jaana pyar ki baate sun le 

laakho me tujhe chun liya maine 

laakho me tujhe chun liya maine tu bhi mujhko chun le 

chun le o meri jaanam 

titali hu mai ud jaaungi 

titali hu mai ud jaaungi jaal tu jitne bun le 

haath na tere mai aaungi 

haath na tere mai aaungi tu bhi itna sun le 

sun le o deewane 

chhodo gussa haaye jaane jana

ek baar to kar baitha phir karunga na gustaakhi 

ek baar to ek baar to kar baitha phir karunga na gustaakhi 

kaan pakad ke maang raha hu de de mujhko 

de de mujhko de de mujhko maafi 

dhak dhak karta, dil ye mera 

dhak dhak karta, dil ye mera

dil ki, dhadakan sun le sun le o meri jaanam 

chhodo gussa haaye jaane jaana 

tu jhutha hai maanu kaise jhuthi baate teri 

tu jhutha hai, tu jhutha hai maanu kaise jhuthi baate teri 

maaf tujhe mai nahi karungi ye marji hai 

ye marji hai, ye marji hai meri

nahi bharosa, kuch bhi tera 

nahi bharosa, kuch bhi tera 

ja tu, kisi aur ko chun le, chun le o deewane 

chhodo gussa, jaane jaana 

chhodo gussa jaane jaana pyar ki baate sun le 

laakho me tujhe chun liya maine 

laakho me tujhe chun liya maine tu bhi mujhko chun le 

chun le, o mere jaanam o o o

Explore this song