Roman script

chhod  meri baiya balam beiman
chhod  meri baiya balam beiman
aate jate dekh lega koi
chhui mui jaisi nanhi si meri jaan
chhui mui jaisi nanhi si meri jaan
aate jate dekh lega koi chhod  meri baiya
aaha nikli thi balam lene bagiya se phul 
nikli thi balam lene bagiya se phul 
bato bato me teri rah gayi bhul 
o o haye re mai aayi kaha chhuta ghar mera waha
udti hai dur jaha rait bhari dhul 
lage dar mujhko yaha haye haye haye 
chhod  meri baiya chhod  meri baiya balam beiman
aate jate dekh lega koi chhod  meri baiya
uh tapti hai rah sanam jalte hai pav
tapti hai rah sanam jalte hai pav
ambuva ke paid tale thandi hai chhav
o raste ke bich khadi tu kyu uljhan me padi 
logo ki nazar buri jalta hai gav
jaane kya kah de koi haye haye haye
chhod  meri baiya chhod  meri baiya balam beiman
aate jate dekh lega koi
chhui mui jaisi nanhi si meri jaan
aate jate dekh lega koi chhod  meri baiya

Song details

Song video

Watch on YouTube