Roman script

om hari om hari om  hari om 

om hari om hari om  hari om 

aa aa aa aa 

chod ke duniya ki maya re 

chod ke duniya ki maya re 

man tu neh laga le bhagvaan se 

preet laga le bhagvaan se 

chod ke duniya ki maya re 

chod ke duniya ki maya re 

man tu neh laga le bhagvaan se 

preet laga le bhagvaan se 

chod ke duniya ki maya re 

aa aa aa aa 

hari ke hato jag palta hain 

hari ke hato jag palta hain 

maati ka putla jalta hain 

maati ka putla jalta hain 

lekh likhe wo hi, wo hi mitaye 

jisne hamko banaya re 

hamko banaya re, o hamko banaya re 

chod ke duniya ki maya re 

chod ke duniya ki maya re 

man tu neh laga le bhagvaan se 

preet laga le bhagvaan se 

chod ke duniya ki maya re 

aa aa aa aa 

is kaya par garv na karna 

is kaya par garv na karna 

pagle sambhal sambhal pag dharna 

pagle sambhal sambhal pag dharna 

bich bhanvar se to wo hi karega 

jisne hari gun gaya re 

hari gun gaya re, o hari gun gaya re 

chod ke duniya ki maya re 

chod ke duniya ki maya re 

man tu neh laga le bhagvaan se 

preet laga le bhagvaan se 

chod ke duniya ki maya re 

aa aa aa aa 

sar par tere kaal khada hain 

sar par tere kaal khada hain 

tu kyun gahari nind pada hain 

tu kyun gahari nind pada hain 

man ki aanko ko jo kol dekhe 

usne hari ko paya re 

hari ko paya re, o hari ko paya re 

chod ke duniya ki maya re 

chod ke duniya ki maya re 

man tu neh laga le bhagvaan se 

preet laga le bhagvaan se 

chod ke duniya ki maya re 

chod ke duniya ki maya re 

om hari om hari om  hari om 

om hari om hari om  hari om 

om hari om hari om  hari om

Explore this song