Roman script

chhod ke balam haye na jana na jana
chhod ke balam haye na jana na jana
tere bin kit jaaungi
tere bin kit jaaungi
kit sang saawan manaaungi
kit sang saawan manaaungi
birha ki aag jalana na 
birha ki aag jalana na 
chhod ke balam haye na jana na jana
chhod ke balam haye na jana na jana
ghir ghir ghata jab aayengi
ghir ghir ghata jab aayengi
jhula kisko jhulayengi
jhula kisko jhulayengi
aansu aankho se bahana na
aansu aankho se bahana na
chhod ke balam haye na jana na jana
chhod ke balam haye na jana na jana
bichhad gaye tum hamse
bichhad gaye tum hamse
jite rahe to fir milenge
jite rahe to fir milenge
mar gaye to dil se bhulana na
mar gaye to dil se bhulana na
chhod ke balam haye na jana na jana
chhod ke balam haye na jana na jana

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Bekal, Sarshar Sailani