Roman script

chhod bhi de aakash singhasan 

chhod bhi de aakash singhasan  fir dharti par aa ja re

chhod bhi de aakash singhasan  fir dharti par aa ja re

fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re

bich bhawar hai dharam ki nayya nayya par laga ja re

nayya par laga ja re nayya par laga ja re

kap rahi hai dharti thar thar 

aag ke badal barsare jhar jar

badhti jaye pap ki garmi badhti jaye pap ki garmi

pighal raha hai pathar pathar andhkar hi andhkar hai 

aakar jyot jaga ja re aakar jyot jaga ja re

aakar jyot jaga ja re

chhod bhi de aakash singhasan  fir dharti par aa ja re

fir dharti par aa ja re aaja re aaja re

aaja re aaja re aaja re aaja re

nirdosho ka lahu hai bahta 

ek maa ka dil ro ro kahta ro ro kahta

papi baithe mauj manaye  papi baithe mauj manaye 

dharam ka banda julm ha sahta jag me fir se daya dharam ki

aakar bel laga ja re aakar bel laga ja re

chhod bhi de aakash singhasan  fir dharti par aa ja re

fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re

jab jab viapad padi jag mahi tu hi bana rahkwala sayi

pap kapat ki fail rahi hai pap kapat ki fail rahi hai

is jag me fir se parchai geeta ka updesh sunane 

rup badal kar aaja re rup badal kar aaja re

chhod bhi de aakash singhasan  fir dharti par aa ja re

fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re

rup badal kar aaja re aaja re aaja re

Explore this song