Roman script

chhod babul ka ghar aaj mujhe piya ke ghar jana pada 

chhod babul ka ghar aaj mujhe piya ke ghar jana pada 

pehan ulfat ka gehana dulhan mein bani 

jo na aaya piya to sakhi mein chali 

ye ghar chhod mujhe jana pada ye ghar chhod mujhe jana pada 

aaj jana pada aaj jana pada 

o o o...

sajan khade hai duar lene ko aaye bhaar

doli mein ho jao sawar piya ke ghar jana pada

Explore this song