Roman script

chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale

chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale

teri raah dekhe heer kafan ka ghunghat daale

kafan ka ghunghat daale

kafan ka ghunghat daale

sar pe sehra nahi hai 

kismat ka hamare ek fer hai

sar pe sehra nahi hai 

kismat ka hamare ek fer hai

mere gesu ki mahak 

meri chudi ki khanak thodi der hai

mere gesu ki mahak 

meri chudi ki khanak thodi der hai

tuti saanso ki janjir

pade jine ke laale, pade jine ke laale

aaja aane wale

chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale

chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale

aaja aane wale

aaja karke jatan 

koi dam ki dulhan mehman hai

aaja karke jatan 

koi dam ki dulhan mehman hai

meri nikle ye ja tere kadmo pe ye arman hai

meri nikle ye ja tere kadmo pe ye arman hai

ban jaye bigdi takdir

najar jo tuhjko pale, najar jo tuhjko pale

aaja aane wale

chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale

chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale

teri raah dekhe heer kafan ka ghunghat daale

kafan ka ghunghat daale

kafan ka ghunghat daale

Explore this song