Roman script
Chhayi hai tanhaai, kyun naa jaane Saza yeh kyun hai payi, kaun naa jaane Sooni hai raahein, sooni hai baahein Sooni nigaahein, jisko hai kho jaana Woh milta hi kyun hai Dil ko hai murjhana, toh khilta hi kyun hai Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai Dil ko hai murjhaana, toh khilta hi kyun hai Dekho dekho zara, haye kya tha kya ho gaya Haye tum meharbaan thay hum shadma the Mehki thi dil ki waadiyan Ho ho chahat bhari woh aankhein, ras mein doobi woh baatein Kho gayi jaane kahan Palkon ke thay jo saaye, kyun ho gaye paraye Kyun aa gayi dooriya’n Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai Sooni hai raahein, sooni hai baahein Sooni nigaahein, chhayee hai tanhayi Kyun na jaane, saza yeh hai kyun payi, kaun jaane….
Song details
- Singer: Shafqat Amanat Ali
- Singer: Salim Merchant
- Singer: Shruti Pathak
- Film / album: Love Breakups Zindagi
- Composer: Salim-Sulaiman
- Lyricist: Javed Akhtar
singer: Shafqat Amanat Ali, Salim Merchant, Shruti Pathak
cast: Zayed Khan, Dia Mirza, Tisca Chopra, Cyrus Sahukar
language: Hindi