Roman script

chayi ghata bago me maur bole

chayi ghata bago me maur bole

chayi ghata bago me maur bole

phul khilne ka mausam aa gaya

laz bhari aankhiyo me pyar dole

laz bhari aankhiyo me pyar dole

gale milne ka mausam aa gaya

fiza kuch bhi kahe lekin haye re majburi kis bat ki

jo tu sang nahi to fir bhaye nahi rimjhim barsat ki

sajna ye bund bhi shole hai shole

chayi ghata bago me maur bole

phul khilne ka mausam aa gaya

laz bhari aankhiyo me pyar dole

gale milne ka mausam aa gaya

aji maine kaha bolo dar utha dil me wo kisliye

karib aao jara pyara hai muskil me

wo kisliye dil leke bante ho tum kitne bhole

chayi ghata bago me maur bole

phul khilne ka mausam aa gaya

laz bhari aankhiyo me pyar dole

gale milne ka mausam aa gaya

sun mai to chali thahro dekh na le koi parwah nahi

pahle wada karo kaisa hum kab milenge kal fir yahi

tum jaise jutho se kya koi bole

chayi ghata bago me maur bole

phul khilne ka mausam aa gaya

laz bhari aankhiyo me pyar dole

gale milne ka mausam aa gaya

Explore this song